WUDHU KE BAAD KI DUA
Wudu ke baad ki dua::
1. Rasool Allah Sallallahu Alaehi Wa Sallam ne farmaya: Jo Shakhs pura wudu kare aur phir kahe
"A'ash-hadu-an La ilaha illallahu wah dahu La shareeka Lahu, wa a'ash-hadu a'anna Muhammadan a'abduhu wa rasuluhu"
(Main gawahi deta hun ki Allah ke siwa koi saccha ma'abood nahi. Wah akela hai uska koi shareek nahi aur main gawahi deta hun ki Muhammad Sallallahu Alaehi Wa Sallam Allah ke bandey aur Rasool hain."
To uske liye jannat ke aatho(8) darwazey khol diye jaatey hain. Jisse chahe daakhil ho.
[Sahih Muslim, Hadith: 234]
2. Wudu ke baad yeh bhi dua padhe:
Subhanaka-llah-humma wabi hamdika a'ash-hadu-a'an La ilaha illa a'anta a'astagfiruka wa'atubu ilayika
(Aye Allah! Tu apni sabhi tareefo ke sath (har burayi se) paak hai. Main gawahi deta hun ki tere siwa koi saccha ma'abood nahi hai. Main tujhse ma'afi maangta hun aur tere saamne tauba karta hun."
[Sunan Nasai, ise Imam Hakim, zehbi aur Ibn e hajar ne Sahih kaha hai].